Kabir Ke Dohe
Dohera arth wale chutkule aur shayari aur shayari β Part 2
Dohera arth wale chutkule aur shayari β gaalibaaz.live
Rani: Tum kitne saal ke ho?
Raja: 20, aur tum kitne saal ki ho?
Rani: 20
Raja: To phir ek 20-20 match ho jaye.
Rani: 4 din wait karo.
Raja: Kyun?
Rani: Pitch geeli hai.
π€ͺπ€ͺπ€ͺπ€ͺ
Lita kar unko neeche hum saari raat dabate rahe,
Unke sar ke dard ko hum is tarah mitate rahe.
Utha kar karo, sar jhuka kar karo,
Leta kar karo, aage peeche dono taraf se karo,
Jitna karoge utna achha mehsoos hoga,
Kitne fayde hain Baba Bam Dev ji ke yoga ke.
Usne kaha aur dabao, maine aur dabaya.
Usne kaha baniyan nikaal do, phir dabao, maine phir dabaya.
Usne kaha pant bhi nikaal do, phir dabao, maine phir dabaya.
Dekha, ho gaya na suitcase band.
Arz kiya hai,
Badal garja shor ke saath,
Barish bhi hui bade zor ke saath,
Zara dhyaan rakhna apni girlfriend ka,
Kahin bhaag na jaaye kisi aur ke saath.
Jab pakad kar uska thoda sa dabaya haath,
Tab jaakar hakeem nabz ki jaanch kar paaya.
Aankhon pe kajal, hothon pe laali,
Dil tod kar chali gayi chudail saali.
Sula ke loon,
Ya bitha ke loon?
Ya tujhe karoon khada,
Ya phir teri jhuka-jhuka ke loon?
Ab tu hi bata ki main teri photo kaise loon.
Bas karo na please,
Kisi ko pata nahi chalega,
Please karo na, mujhe achha lagega,
Ek baar hamari dosti ki khaatir,
Kar do na please, ek pyaara sa SMS.